Headlne 01.02.09
Sard hawaon ne kiya logo ko behaal !
Postmortem :
Is se bhi zyada bigri hai hamare
neton ki chaal, jiski vajah se hai
yeh haal, aur aisa tab talak chalta
rahega, jab tak in bhrasht netao
ka sikka chalegha !
Agar bharat ka chahte ho bhala,
to deta hu ik nek salah,
utha bahar karo in bhrasht netaon
ko, varna kya kahoge ane wali pidion ko !
Rishtey........
3 days ago

0 comments:
Post a Comment