Tuesday, January 12, 2010

Badhazmi....

Headline 12.01.10
DTC bus se fir nikla dhuan.
Postmortem :
Niklega bhaiya,
abhi to aur bhi niklega,
itna maal khaya hai janta ka
ke asaani se hazam thode na hoga....